Thursday, 22 June 2017

thahaan ff part 4

T: b..b..bihaan tum yaha kya kar rahe ho?
B:hum yahake new boss h or ye company humari h humne kharid li h ab hum apne wife ke liye illiterate se educated and unemployed se businessman banege chaye kuch bhi ho hum tumhe khudko tumahre kabil banayege
T: dekho bihaan ye sub tumse nahi hoga ye sub mat karo ye sun ke
Bihaan apne chair se uthatha h or thapki ke pass jata h thapkibhi bihaan ko saamne aatedekh khudback side jaatih jab tak wo wall ke yaha nahi chali jaati bihaan ekdam close aata h thapki ke yaha or bolta h humse kya hoga or kya nahi ye tumhe ab pata chal jaayeg msj thapki bihaan paandy
Utne m paan or chotu knock karteh bihaan sidehat jata h
Paan: bhai hum andar aaye
B : haan aajao andar tumhe permission ki jaroorat nahi
Paan chotu andar aate h or thapki ko dekhte h pranam bhabhi ji
T: dekho muje yaha job nahi karna m jaa rahi hu ye job chod ke
B: aisay kaise jaaugi 6 month ka contract sign kiya h madam aapne
T: thik h myaha job karugi par yaha kisko pata na chale ki
B:ki kya tum humari patni ho msg thapki bihaan pandey ok thik jaise tumahri marji
Thapki waha se chali jaati hain or apne desk pe baith jaati hain
Peon : thapki mam aapko sir ne cabine m bulaya hain
T : ok
Thapki bihaan ke cabin m jaati h may i come in
B: thapki tumhe mere cabine m aane ke liye kisi ki permission ki jaroorat nahi hain
T: kyu bulaya tha humein kya kaam h
B: wo kya hain humein apne wife ko dekhne ka man kar raha tha
Uthe mein mr khanna or unka manager aate h
Mr khanna : hello mrBihaan pandey u r the new owner of pandey group of co
bihaan ko kuch samaj nahi aata wo thapki ko dekhta h thapki samaj jaati h or wo khanna or unke manager se baat karti h or poori situation ko manage kar leti h mr khanna orunke manager dono meeting karke chale jaate h
B: thapki ham jaante the tum humari help jaroor karugi tum mujse pyaar karti ho
T: nahi meine tumahari help isliye ki kyuke m yaha job karti hu or boss ko help karna employe ka kaam hota h or waha se chali jaati h
Bihaan thode dare m saare staff ko bulata h or sub ko bolta h aaj mere 1st day isliye aaj tum subko haif day hain kak se hum kaam start karege puri lagan se sub ghar chale jaate h
Bihaan pandey nivas aata h utne m daadi maa aati h haridwar se sub daadi ko milte h unse aashirwad lete h bihaan bhi milta h
Dadima : aree bihaan tu akela thapki kaha h ?? Tumhari abhi abhi shaadi hui hain or tum alag alag tumahri shaadi thik se ho isliye m haridwaar gai thi darshan ke liye accha ab sub chodo pahke muje thapki se milao
Sub silent ho jaate h or ek dusre ko dekhte h utne m preeti bhabhi bolti h wo dadi maa thapki to yaha nahi h wo to pn chod ke chali gai h dadi maa ko ye sun ke bp high hojata h or faint hojaati h sub doctor ko bulate h
Doctor : inka bp high hone ke wajah se aisa hua unke saamne tension ki koi baat na kare unhe stress na de or chala jata h
Dadi maa ko hosh aata h or thapki kaha h bihaan aisa bolti h
Bihaan dadi maa ke pass jata h or bolta h dadi maa thapki maayke gai h 2 -3 din ke liyGai h hum use abhi leke aate hain aap tension mat lijiye
Dadi : to suman ne aisa kyu bola pn ko chod ke chali gai
Vasu : aree maa wo bus aisay hi bola bihaan gaya h na thapki ko leaayega aap aaram karo
Bihaan chaturvedi house jata h
B thapki kaha hai
Kk: bihaan tumhe kitni baar bola h thapki tumse nahi milna chahti utne m thapki aone room se bahar aati h kaun h papa
T: bihaan tum yaha
B : thapki hum tumhe lene aaye plz chalo dadi maa ki tabiyat thik nahi wo tumhe yaad kar rahi h ye sun ke thapki bhi dar jaati h or haan bolne hi wali hoti h use dhruv ki baat yaad aajati hain
T: nahi bihaan muje nahi aana tum jaano or tumhari dadi maa
B : plz thapki hum tumahre aage haath jodte h plzz humare liye na sahi dadi maa ke liye chalo hum tumhe kabhi pareshaan nahi karege tum jaisa bolegi waisa hi hoga plz
T : nahi aana muje samaj nahi aata or jaane nikalti h utne m bihaan thapki ka haath pakad leta h o
B : kabse tumhe samja rahe tumhe samaj nahi aata ye sawal humara nahi humara dadi maa ka h or hum tumhe liye bina nahi jaayege .. bahot sah liye tumahre nakhre ab or nahi ab hum bhi tumse nafrat karte h thapki
Ye sun ke thapki shock hojati hain or humne dadi maa se wada kiya h hum tumhe ghar leke jaayege to leke jaayege or bihaan thapki ko uthaa leta h poonam or kk sub shock hojaate h
B: ab chup chalo humare saath ab tak tumne b 4 bihaan ka pyaar dekha h ab uska nafrat dekhogi and waise hi utha ke pn mein leke ajata h
T: plz muje niche utaro sub dekh rahe h
B: dekhne do waise bhTum humari patni ho agar dadi maa ke saamne kuch bhi kaha to humse bhura koi nahi hoga
Thahaan pn aate h bihaan thapki ko niche utarta h family thapki ko dekh ke gusaa karte h preeti suman bolte aap is thapki ko yaha kyu laaye kaise bich mandap m aapko chod ke chali gai thi
Vasu: suman preeti thapki yaha dadi maa ke liye aayi h ise maaf to kisi ne nahi kiya h but dadi maa ke saamne ye sub naa aaye
Thahaan dadi maa ke room jaate hai dadi maa thapki ko dekh ke khusu hojaati h thapki dadi maa ko medicine det h bihaan ko call aata h wo waha se chala jata h dadi maa ko sulake thapki apne room mein jaane wali hoti h utne m dhruv mil jata h
D:thapki tum yaha ? Tumhe bola tha na pn m nahi aauogi tum chahti ho m bihaan ko maar du
T: mein yaha dadi maa ke liye aai hu bus unke thik hote hi m chali jaaugi aap plz mere bihaan ko kuch mat kariyega
Utne mein bihaan aata h kya hua bhai thapki se kuch kaam h kya
D: nahi bus mein thapki ko dadi maa ke liye yaha aane ke liye thanks bol raha tha or waha se chala jata h
Next day thahaan apne office ke liye tyaar hote h bihaan apne bike pe jaane nikalta h thapki bhi bihaan ke saamne auto se chali jaati h bihaan thode dare aage jaake dekhta h thapki ki auto bigad gai hoti h wo road pe khadi hoti h bihaan bhi thapkimko dekh ke bike ruka ta h utne m ek car aake thapki pe kichad gira deta h
B: dekho ab tum humari bike pe aisay nahi bethodgi auto pakdo or aajao office
Ye sun ke thapki ko gussa aata h or wo apne dress ka kichad bihaan ko laga Deti h ewww ye kya kar rahi ho thapki tum and gusse mein bike se utarta h ab hum tumhe chodege nahi thapki dar jaati h or piche side chalti h bihaan bhi uske taraf badhta h or thapki ko uthaa ke kichad ke gadde mein daal deta h or jor jor se hasta h
Thapki bhi apne haato se sara kichad bihaan pe phekti h utne m jor se baarish hoti h
B: chalo thapki ghar barish hone wali h hum ghar jaake change kar lete h
T: nahi bihaan aisay kichad ke saath nahi jana muje hum barish m bihgte h to kichad chala jaayega dono barish m bhigte h acchanak thandar ki aawaj se thapki dar ke bihaan jo hug kar leti h bihaan bhi thapki ko hug karta h ekdam tight hug achanak wo sub kuch bhul jaate h or ekdusre m loss hojate h and a current passed through them. bihaan thapki ke back se apne haatho ko thapki ke shoulder pe leke jata h or thapki ke hair side karke kiss leta h shoulder pe . He slowly moved from her shoulder to her neck.. as she closed her eyes. He move to bite on her earlobe. his lips found her jaw ..his hand on her bare waist moving slowly ..making her shiver .. then he moved to her lips and kiss on left corner of lips and he stoped to see her eyes Fear feathered down her spine as she caught the intent look on his face. .. Every touch of his was setting her on fire . His gaze was evoking her desire as she tired to shy away from her fellings. He pinned thapki on tree he slowly came closer to her , stoping with one centimeters distance between their lips . She could feel his breath all ove Over her face . As his eyes gazed at her quivering lips . The water droplets running off her lips were making wants her more .bihaan bihaan or close jata h thapki apne aankhe bandh karleti hBut achanak bihaan ko thapki baate yaad aajati h shaadi ke din wale and bihaan ke aankho se aansoo nahi hum ye nahi kar sakte thapki bhi aankhe kholke bihaan ko dekhti h and door hojata h thapki se dono ke aankho se aason aajate h but baarish ke wajah se they can't see but feel each other emotions . Bihaan chalo thapki ghar jaake dress change karke office jaate h . Thapki bihaan ke piche aake bike pe beith jaati h dono ek dusre ko ignore karte h or apne hi khalo m rahte h . Pn m aate h thapki yaha se chalo loi humein dekh na le dono bahar ke rashte jaate h .. in thahaan room
T: bihaan ruko pahke muje jana h fresh hone tum boss ho late hoge to bhi chalega muhe jaane do
B: nahi mein jaauga thapki jaane hi wali hoti h bathroom mein bihaan thapki ka hath pakad leta h dono ek dusre ke aankho m kho jaate h and unko baarish wala fb yaad aata h BM play hota h dil ibaadat kar raha h dhadhkan meri sun tuj ko m karlu hasil wahi h dhoon
Bihaan thapki ka hath chod deta h dono fresh hojaate h and office ke liye nikalte
Precape : thahaan in office and some emotional scene

Friday, 2 June 2017

thaan ff part 3

Bihaan puri raat kk house ke bahar bike pe sota h .. thapki apne room m bihaan ke liye pareshaan hoti h ..ek to kuch khaya nahi h bihaan or aise road pe bike pe soya h m bihaan ko aisay nahi dekh sakti ..bihaan main jo kar rahi hu maa ke liye m chahti hu maa ko dhruv sir maaf karde m jaanti hu mere jagah tum hote tum bhi aisay hi karte .par nahi m tumhr kuch hone nahi de sakti thi . M jaanti hu humare dil juda h ek dusre se m chah ke bhi tum se door nahi hosakti ..muje kuch karna hoga tumhe pn jana hoga
Next day in morning policy aate h or bihaan ko uthate h aditi , thapki mom dad sub bahar aajate h purra maholla ekhtaa hojata utne m waha bauji aate h
B : are inspector shaeb aap yaha kitne din hue aap se mile waise aap humein yaha aisay kyu uthaa rhe ho
Inspector dekho bihaan tumahre liye complain ki h ki tum yaha chaturvedi family ko pareshaankar rahe ho or unke ghar ke bahar so ke drama kar rahe en ho tumhe yaha se isi waqt jana hoga warna humein tumhe jail m daal na hoga
Bauji :bihaan kya haal banaya h tumne pana chalo yaha se waha sub tumhare liye pareshaan h ghar chalo
B: bauji hum thapki ko liye bina nahi jaayege kuch bhi ho aree inspector kiske itne bhure din aaye h jisne b 4 bihaan pandy ki complain ki h
T : maine ki h m nahi chahti tumhare wajah se humare ghar m koi tamasha ho .. bihaan thapki ke pass jata h tumahre bina nahi jaayege
I :tum sidhe sidhe jaa rahe ho ya jail m jana h
Bauji chalo bihaan yaha se tumhe meri kasam agar tum abhi yaha se nahi gaye to


B: bauji aap humein kasam kyu di hum thapki ke bina nahi rahe sakte
Abhi to hum aapke kahne se jaa rahe h par thapki ke yaha dekh ke bolta h 4 din m tum pn m hogi mrs thapki bihaan pandey and wink karta h or bauji ke saath waha se chala jata h
Pandey niwasm sub bihaan keliye pareshaan hote h bihaan aata h sub use dekh ke khush hojate h vasu bolti h bihaan pahle kuch kha lo tumhe apne maa ki kasamh bihaan fresh hoke khana khata h or email apne room m jata h or thapki ko yaad karke rota
Kk house
Thapki beta khana kha lo
Thapki : nahi maa abhi bhooknahi muje m baad m khaugi .. wo apne room m soi hoti h acchanak uske bed ke yaha bihaan dikhta h thapki use hug kar leti h bihaan m tumahre bina nahi rahe sakti plzzz chalo hum kahi dur chale jaate jaha humare aas paas koi nahi ho
Aditi di aap kis se baat karrahe ho thapki hosh m aati h or dekhti h wo uska dream h
T: aditi m soch rahi hu m job join karlu mein kal interview dene jaa rahi hu meri baat hogai h
Next day
Thapki bus stop pe bus ka wait kar rahi hoti h waha bihaan aata h bike pe
Thapki tum kaha jaa rahi ho m abhi tumahre ghar jaa raha tha muje paan ne bataya tum yaha ho or chalo bike pe bhetho tumhe jaha jana h mchod deta hu
T:muje tumhare saath kahi nahi jana m bus m chali jaaugi
Bihaan apni bike side laga ke aata h or thapki ka haath pakad ke bolta h kya hua h kyu aisa behave kar rahi hu kyu humse dur jaana chahti ho hum tumahre bina nahi rahe sakte
T: mera haath chodo sub log dekh rahe plz yaha koi tamasha mMat karo bihan or auto ko bulati h or bheith jaati h bhaiya sector 2 m leke chaliye jaati h
https://youtu.be/UzqDbyxn6jI
Guys see this video and imagin thahaan
Thapki jaise hi office m pochti h bihaan bhi waha hota h thapki use dekh ke aage chalini lagti h bihaa thapki ruko meri baat to suno or thapki ko follow karta h but thapki lift m chali jaati h bihaan stair se upper chadhta h 3rd floor pe jaise thapki lift se bahar aati h or thoda chalti h utne m bihaan aata h thapki pLz humne koi galti ki to humein maaf kardo hum tumahre bina nahi rahe sakte thapki .. hum ne tumhe dhoka diya aisa lagta h to humein koi or saja do but plz thapki humein mat chodo but thapki nahi sunti .. thapki chailata h or use wall pe pin kar deta h or thapki ke face ke dono on sideapne haath rakh deta h
B: probkem kya h tumahri kab se kahe rahe h baat karni h baat karni h yum kyu sunti nahi
T : bihaan muje chodo dekho plz yaha se chale jao muje pareshaan mat karo
B : ekdam gusse m hum pareahaan kar rahe h tum humein pareahaan kar rahi hu hum bus tumse baat karne ke liye sub kuch chod en ke tumahre piche lage h or tum
T : humne kaha na humein tumse koi baat nahi karni
B: kyu nahi karni pahle to humse baat kiye bina tumhe chalta nahi tha ab achaanak kya hua 3 mahine hi sahi bhale tumne natak kiya Ab hobut humare liye wo pyaar tha thapki or tum bhi karti ho humse pyaar tumahri aankhe jhoot nahi bol sakti abhi to hum yaha se jaa rahe h thapki but aaj tum khud humse milne aaugi ye vada h humara tumse or waha se chala jata h. Thapki bhi bahot roti h thapki interview

thapki interview dene jaati h but wo select nahi hoti h
Eveng m thapki ko call aata h wahi office se
Executive :mam aap ka selection hogaya h but aapko compnay se six month ka contract sign karna hoga kya aap iske liye tyaar h
T : ok m karugi kab se join karna h
Executive : kal se thank u mama and call rakh detha h
Aditi: thapki didi wo mohele m bihaan jiju baarish m kab se khade hoke bhig rahe h aap hi unko samjao kabse khade h
T:kya or ekdam pareshaan hoke bhaag ke bahar jaati h dekhti h b khada hota h bahot joro se baarish ho rahi hoti h
Bihaan thapki humein pata tha tum humein dekhne jaroor aaugi jab tak tum humse milne nahi aaugi hum yaha se nahi jaayege
T : kuch bole bina room chali jaati h or bahot roti h 5 hr hojata h bihaan aisay baarish m khade h use kuch hogaya to humein jana hoga use se milne thapki bahar jaati
T : pagal hogaye ho bihaan
 B:haan thapki tumahre pyaar m
T: yaha kya kar rahe ho samaj nahi aata tumhe aisay tum bimaar hojaoyege
B : hasta h dekha hum jaante the tum kitna bhi inkaar karo par tumhe mujse pyaar h warna aisay humare liye yaha nahi aati ..thapki tumahre liye ye barish m kya hum jalte koile m bhi chal sakte h tumhe pata nahi hum tumse kitna pyaar kartw h
T : in mind ye humne kya kar diya nahi hum bihaan ko aisay kamjor nahi pad sakte hum yaha isliye nahi aaye ki humein tumhri care h hum bus ye nahi chahte ki tumahre wajah se pandey family or meri family pareshaan ho tumhe kuch hua to blam to humpe hi aayega na ab yaha se chale jao
B : tum kuch bhi kaho par hum jaante h tum humse bahot pyaar karti ho or ek wink karke chala jata h
Thapki bhaag ke apne room aati h or bolti h bahot pyaar karte h bihaan hum tumse khud se bhi jyada I love u bihaan I love u
Bihaan ki tabiyat ekdam kharab hoti h baarish m bhigne ke wajah se paan or chotu bihaan ko pn m leke aate h
Bauji doc ko bulaate h doc medicine dete h
Next day thapki office jaati h reception ke desk pe jaake apna naam batati h or bolti aaj se joining h
R: ok madam m mr . Aaditya se baat ki h wo aate hi hohe wo batayege aap ko kya karna h
A : hello mam m mr aaditya yaha ka manager hu aap ko pahle ye 6 month ke contract pe sign jarni h thapki sign karti h wo use bolta h aage se left humare boss ki cabin h aap waha jaaye
Thapki : ok thank you bolke cabin ke side jaati h
May I come in
Andar se aawaj aati h yes thapki andar jaati h or bolti hello sir m mrs thapki..
Utne m boss ki aawaj aati bihaan pandey or chair ki face thapki ke side karta h thapki shock hoke dekhti h wo or koi nahi bihaan hota h
B: chuk chuk gaadi hum jaante h utne m office m paan or chotu aate h
Precape : thapki contract ke wajah se job nahi chod sakti .. office ki saari girl bihaan pe latoo or thapki jealou